Sooraj Dooba Hain | Roy | Aditi Singh Sharma, Arijit Singh
Lyrics By No Information
Duniya ki sunta hai kyun
Khhud ki bhi sun le kabhiMatalbii ho ja zara matlabi
Duniya ki sunta hai kyun
Khhud ki bhi sun le kabhiKuch baat ghalat bhi ho jaaye
Kuch der ye dil bhi kho jaaye
Befikar dhadkane, iss tarah se chale
Shor goonje yahaan se wahaan
Sooraj duba hai yaaron
Do ghoont nashe ke maaro
Raste bhula do saare gharbaar ke
Sooraj duba hain yaaron
Do ghoont nashe ke maaro
Gham tum bhula do saare sansaar ke
Ask me for anything
I can give you everythiing
Raste bhula do saare gharbaar ke
Ask me for anything
I can give you everythiing
Gham tum bhula do saare sansaar ke ooo…
Ataa pataa rahe na kisi ka humein
Yehi kahe ye pal zindagi ka humein
Ataa pataa rahe na kisi ka
Yehi kahe ye pal zindagi ka
Ki Khhudgarz si khwahish liye
Be-saans bhi hum-tum jiye
Hai gulaabi gulaabi samaa..
Suraj duba hai yaaron
Do ghoont nashe ke maaro
Raste bhula do saare gharbaar ke
Suraj duba hai yaaron
Do ghoont nashe ke maaro
Gham tum bhula do saare sansaar ke
Matalbii ho ja zara matlabi
Duniya ki sunta hai kyun..
Khhud ki bhi sun le kabhi
Chale nahi ude aasmaan pe abhi..
Pata na ho hai jaana kahaan pe abhi..
Chale nahi ude aasmaan pe
Pata na ho hai jaana kahaan pe
Ki be-manzilein ho sab raaste
Duniya se hon zara faasle
Kuch Khhud se bhi ho duriyaan
Sooraj duba hai yaaron
Do ghoont nashe ke maaro
Raste bhula do saare gharbaar ke
Sooraj duba hain yaaron
Do ghoont nashe ke maaro
Gham tum bhula do saare sansaar ke
Ask me for anything
I can give you everythiing ooo…
Ask me for anything
I can give you everythiing ooo…
No comments yet