Saanson Ko | Zid | Arijit Singh

Lyrics By No Information

Saanson ko jeene ka ishaara mill gayaa
Dooba Mai tujhme to kinara mill gayaaSaanson ko jeene ka ishara mil gayaa
Zindagi ka pata dobara mil gayaa
Tu milaa to Khooda ka sahaara mill gayaa
Tu milaa to Khooda ka sahaara mill gayaa
Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzadaAaraam de tu mujhe, barson ka hun Mai thaka
Palkon pe raatein liye, tere waste Mai jaga (x2)

Mere har dard ki gehrai ko mehsoos karta hai tu
Teri aankhon se gham tera mujhe maaloom hone laga

Tu milaa to Khooda ka sahaara mill gayaa
Tu milaa to Khooda ka sahaara mill gayaa

Mai raaz tujhse kahun humraz ban ja zara
Karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara (x2)

Juda jab se hua
Tere bina khamosh rehta hun me
Labon ke paas aa
Ab tu aawaaz bann ja zara

Tu milaa to Khooda ka sahara mill gayaa
Tu milaa to Khooda ka sahara mill gayaa
Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada

s

 

 

Comments

comments!

Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *