Thappad | Shamitabh | Earl Edgar D’Souza, Suraj Jagan

Lyrics By No Information

Main kyun na dun ek thapped thapped
Yun, ya yun, ya yun
Ek thapped thapped kyun na dun
Main yun ek thapped thapped

Hath nikaal jeb se
Focus kar face pe
Nishana hold on steady
Sataak fataak aur tezz se
Hathiyar bhi bilkul free hai
Na license ki koi fee hai
Pakde jaane ka na dar hai
Thapped dena fundamental right
Right right right

Dun, haan dun, haan dun
Ek thapped thapped kyun na kyun
Na dun ek thapped thapped
Yun, ya yun, ya yun
Ek thapped thapped kyun na dun
Main yun ek thapped thapped

Tameez ki kameez mein kyun hath ko chhupana
Be-akal shakal pe seedhe hath ka nishana
Badtameezi, dramebazi, gundagardi badn karo ji
Duniya lazy rakh ke do ji
Na maane to do aur do ji
All you need is a hand and a thapped philosophy

Dun, haan dun, haan dun ek thapped thapped
Kyun, main kyun na dun ek thapped thapped
Yun, ya yun, ya yun ek thapped thapped
Kyun na dun main yun ek thapped thapped

Daayein hath se padaa to bayaan brain khulega
Baayein hath ka padaa daayaan daant hilega
Rishwat khori, seena jori
Baatein-shaatein band karo ji
Haan ji, haan ji rakh ke do ji
Na maane to do aur do ji
All you need is a hand and a thapped philosophy

Dun, haan dun, haan dun ek thapped thapped
Kyun, main kyun na dun ek thapped thapped
Yun, ya yun, ya yun ek thapped thapped
Kyun na dun main yun ek thapped thapped

One thapped, if he is mad
Two thapped, if he is bad
Three thapped, ***
Four thapped, he call you dad
Fifty awesome, fifty downs
Left n right *** round
Practice nun and practice night
Then baby get the top of ***

Dun, haan dun, haan dun ek thapped thapped
Kyun, main kyun na dun ek thapped thapped
Yun, ya yun, ya yun ek thapped thapped
Kyun na dun main yun ek thapped thapped.

229

Comments

comments!

Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *