CHANNA LYRICS | Second Hand Husband | Sunidhi Chauhan
Lyrics By No Information
Mere bin rehne laga hai
Teri kahaan pe lag gayi yaari
Mere bin rehne laga hai
Teri kahaan pe lag gayi yaari
Tu kuch na mujhe bataaye
Main puch puch ke haari
Channa kahaan guzaari
Ve channa kahaan guzaari tune raat oye
Main thi taaron ke saath oye
Channa kahaan guzaari tune raat oye
Main thi taaron ke saath oye
Channa kahaan guzaari.. channa
Raat oye main…
Tere liye sajti sanwarti hun
Singaar sau sau karti hun
Oh.. tere liye sajti sanwarti hun
Singaar sau sau karti hun
Dil mein armaan leke tu ek nazar naa dekhe
Tu ek nazar na dekhe
Saj-dhaj ke kisey milne ki
karta hai roz taiyari
Tu kuch na mujhe bataaye
Main puch puch ke haati
Channa kahaan guzaari.. channa
Akhiyaan kuch teri chupaati hai
Haaye jaan meri le jaati hai
Akhiyaan kuch teri chhupaati hai
Haaye jaan meri le jaati hai
Rang dhang badle tere
Tu bas mein nahi hai mere
Tu bas mein nahi hai mere
Kuch bhi main samajh naa paayi
Tarqeebein lagaa li saari
Tu kuch na mujhe bataaye
Main pooch puch ke haari
Channa kahaan guzaari..
Ve Channa kahaan guzaari tune raat oye
Main thi taaron ke saath oye
Channa kahaan guzaari.. oye..
Oye…
No comments yet