Ya Baba (Fitna Farebi) | Phantom | Nakash Aziz

Lyrics By No Information

Makhtul jigar (ya baba)
Qaatil hai nazar (ya baba)
Ek mahejabin (ya baba)
Ek nur-e-nabi (ya baba)
Rab ki rubaai (ya baba)
Ya hai tabahi (ya baba)
Gardan surahi (ya baba)
Boli ilaahi (ya baba)

Afghan Jalebi
Mashuq farebi
Ghayal hai tera diwana bhai wah, bhai wah
Bandook dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah (x2)

O.. dekh darazi (wallah)
Banda namazi (wallah)
Khel ke baazi (wallah) khaamakha
Ab thehra na kisi kaam ka (wallah, wallah)
Mir ka koi (wallah)
Shair suna ke (wallah)
Ghunt laga ke (wallah) jaam ka
Main raha khan mehaz naam ka

Oye lakht-e-jigar (ya baba)
Oye nur-e-nazar (ya baba)
Ek teer hai tu (ya baba)
Main chaak jigar (ya baba)
Bandon se nahi to Allah se daregi
Waada to kabhi nibhana bhai wah, bhai wah

Banduk dikha dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah
bhai wah bhai wah bhai

Rafa dafa lut gayi fitna farebi
Wo meri fitna farebi
Wo meri fitna farebi
Dafa dafa tang mujhe kitna karegi
O meri fitna farebi.. aaye haaye fitna farebi (x2)

Gul-e-gulzar (ya baba)
Mere sarkar (ya baba)
Bada manshoor (ya baba)
Tere rukhsaar (ya baba)
Haaye shamsheer nigahein
Chabuk si adayein
Nacheez pe na chalana bhai wah, bhai wah

Banduk dikha dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah..

Ya Baba Phantom

Comments

comments!


Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *