Nahi Maloom | Total Siyapaa | Ali Zafar, Fariha Parvaiz
Lyrics By No Information
Woh jahaan mein tha
Thi mehfil raqs mein, masti mein
Bekhhud kal jahaan mein thaNahi malum mujhko kya jagah thi
Woh jahaan mein tha
Thi mehfil raqs mein, masti mein
Bekhhud kal jahaan mein tha
Lab-o-rukhsaar hanste thhe
Dar-o-deewar gaate thhe
Darakte thhe, matakte thhe badan
Kal shab jahaan mein tha
Nahi malum mujhko kya jagah thi
Woh jahaan mein tha
Thi mehfil raqs mein, masti mein
Bekhhud kal jahaan mein tha
Ajab tha mir mehfil
Gazab tha mir-e-mehfil
Pari tha hur tha woh
Saara banur tha woh
Ki sadke uspe saare
Dil-o-jaan uspe haare
Thi jannat se bhi badhkar
Woh jagah kal shab jahaan mein tha
Nahi malum mujhko kya jagah thi woh
Jahaan mein tha
Thi mehfil raqs mein, masti mein
Bekhhud kal jahaan mein tha
O ee..ye ye yea…
O ee..la la pa re
La lai lai…
Nahi malum mujhko kya jagah thi
Woh jahaan mein tha
Thi mehfil raqs mein, masti mein
Bekhhud kal jahaan mein tha
Lab-o-rukhsaar hanste thhe
Dar-o-deewar gaate thhe
Darakte thhe, matakte thhe badan
Kal shab jahaan mein tha
Nahi malum mujhko kya jagah thi
Woh jahaan mein tha
Thi mehfil raqs mein, masti mein
Bekhhud kal jahaan mein tha.
No comments yet