Saad Shukrana Lyrics | Mr. X | Ankit Tiwari
Lyrics By No Information
Aa bhi jaa raaton ki tarah
Aankhon mein nendon ki tarah (x2)
Shame wahin miley hum thhe jahan
Ab tu kahaan yaara main kahan
Tu sajda mera, sadqa mera
Jana saad shukrana
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana sad shukrana
Kahaan hota hoon main pura
Kahaan se hai tu jaana shuru
Kaise sukjhegi paheli
Jaisa main hun waisi hai tu
Shame wahin miley hum thhe jahaan
Ab tu kahaan yaara main kahaan
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukrana
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana sad shukrana
Aankhon aankhon mein jaana
Teri aankhein ye kya keh gayi
Mere paaon ke tale se sadiyan kayi beh gayi
Shame wahin miley hum thhe jahaan
Ab tu kahaan yaara main kahaan
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukrana
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukrana
No comments yet