Phir Wohi Lyrics From Qaidi Band By Yashita Sharma

Lyrics By Yashita Sharma

yashita sharmaPhir Wohi lyrics from Qaidi Band(2017) movie is penned by Kausar Munir, sung by Yashita Sharma, music composed by Amit Trivedi, starring Aadar Jain, Anya Singh, Sachin Pilgaonkar.

Movie : Qaidi Band
Singer :  Yashita Sharma
Lyricist : Kausar Munir
Music Composer : Amit Trivedi
Artists : Aadar Jain, Anya Singh, Sachin Pilgaonkar
Music On : YRF Music

Phir Wohi Lyrics

Aakhen malti ye subeh phir nayi hai
Baahen khole ye hawa phir nayi hai
Ghar le jaaye meri ungali pakad kar
Betaabiya phir nayi
Gale lagati dhoop phir nayi hai
Vaapas bulaati chhaon phir nayi hai
Ghar le jaaye meri ungali pakad kar
Betaabiya phir nayi

Main mummy se choti banvane
Main pappa se jhula jhulvane
Main ghar ko sar pe utha ne chalil
Karne manmaaniya phir nayi
Main nayi dress mein saj ke ithlane
Main nayi dhoon pe thumke lagane
Main naye sapne chhat se udane chali
Kar ne manmojhiya phir nayi

Godi sulati sub-ha phir nayi hai
Neende dhalati hawa phir nayi hai
Ghar le jaaye meri ungali pakad kar
Betaabiya phir nayi

Picture mein seety marne main chali
Hero gali ke taad ne main chali
Tusion bunk kar mastaani chali
Karne shetaniya phir nayi
Yaaro se gap ladane main chali
Dil bhar udham machane main chali
Chauke chhake lagane chali
Karne badmashiyan phir nayi

Aakhen malti ye subeh phir nayi hai
Baahen khole ye hawa phir nayi hai
Ghar le jaaye meri ungali pakad kar
Betaabiya phir nayi
Gale lagati dhoop phir nayi hai
Vaapas bulaati chhaon phir nayi hai
Ghar le jaaye meri ungali pakad kar
Betaabiya phir nayi..

 

phir wohi lyrics

Comments

comments!

Added by

ilyrics

SHARE

Comments are off this post