Maula Mere | Dr. Cabbie | Mustafa Zahid
Lyrics By No Information
Ho ho ho ho ho..Maulaa mere tu humsafar
Baaqi yahaan saathi kahaan
Pairon mein hei teri zamiin
Sar pe tera aasmaan
O ho chal pada mein toh chal pada
Mein toh chal pada, mein chala
Na naana na
Na naana na
Na naana na na ra na.. (x2)Maana jiine ko kuch nahin
Phir bhi khush hei ye zindagi
Sach honge apne khwaab yeh
Aankhon ko itna hei yaqiin
Aankhon ko itna hei yaqiin
Maulaa mere, Teri nazar, Yunhi rahe, Meherbaan
Pairon mein hei teri zamiin
Sar pe tera aasmaan
O ho chal pada mein toh chal pada
Mein toh chal pada mein chala
Na naana na
Na naana na
Na naana na na ra na..
Mushqil ho chaahe raasta haan..
Kar lenge tay hum faasla aa..
Kadmon ko mill hi jaayega
Manzil ka jo bhi hei pata..
Manzil ka jo bhi hei pata
Maulaa mere yeh zindagi
Teri hi toh hei daastaan
Pairon mein hei teri zamiin
Sar pe tera aasmaan
O ho chal pada mein toh chal pada
Mein toh chal pada mein chala
Na naana na
Na naana na
Na naana na na ra na..
O ho Chal pada mein toh chal pada
Mein toh chal pada mein chala
Na naana na
Na naana na
Na naana na na ra na..
No comments yet