Tu Zaroori | Zid | Sunidhi Chauhan, Sharib Sabri

Lyrics By No Information

Aisa laga mujhe pehli dafaa
Tanha mai ho gayi yaaraHo.. aisa laga mujhe pehli dafaa
Tanha mai ho gayi yaara
Hoon pareshan si mai
Ab ye kehne ke liye
Tu zaruri sa hai mujhko zinda rehne ke liye
Ho.. tu zaruri (tu zaruri)
sa hai mujhko (sa hai mujhko)
zinda rehne ke liye (zinda rehne ke liye)Aisa laga mujhe pehli dafaa
Tanha mai ho gaya yaara
Hoon pareshan sa mai
Ab ye kehne ke liyeTu zaruri sa hai mujhko zinda rehne ke liye
Ho.. tu zaruri (tu zaruri)
sa hai mujhko (sa hai mujhko)
zinda rehne ke liye (zinda rehne ke liye..)

Dhadke aankhon mein dil mera
Jab qareeb aaun tere
Mm.. dekhoon mai jab bhi aaina
Haan tu hi roobaroo rahe mere

Ishq ki mauj mein aa
Aaja behne ke liye
Tu zaruri (tu zaruri)
sa hai mujhko zinda rehne ke liye
aa.. tu zaruri (tu zaruri)
sa hai mujhko (sa hai mujhko)
zinda rehne ke liye (zinda rehne ke liye)
Tu zaruri..

Maangu na koi aasmaan do sitaron ka jahaan
Banja tu mera humsafar na mujhe chahiye koi muqaam
Dil hi kaafi hai tera mere rehne ke liye

Tu zaruri sa hai mujhko zinda rehne ke liye
Ho.. tu zaruri (tu zaruri)
aa hai mujhko (sa hai mujhko)
zinda rehne.. (zinda rehne..)
Tu zaruri (tu zaruri)
sa hai mujhko
zinda rehne ke liye
Tu zaruri..

tuj

 

 

Comments

comments!

Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *