Main Kahu Na Kahu | Unforgettable | Khushboo Jain, Sujeet Shetty
Lyrics By No Information
Mein kahu na kahu
Koi pal aaj pal mujhse katataa nahi
Tere bin ab kahin sach hein na
Are nahi nahi Mein to hun aaram se
Mujhe to yeh lagata hein tum gayi kaam seGuzare jo lamhe tumhare bagair
Wo har lamha guzara yun hi bewajeh
Guzare jo lamhe tumhare bagair
Wo har lamha guzara yun hi bewajeh
Kyun ab dil yeh dhundhe tumhe har jageh
Sach bolo tumhe hua hein
Ilm kya kal shaam se
Mujhe to yeh lagata hein tum gayi kaam se
Koi pal aaj pal mujhse katataa nahi
Tere bin ab kahin sach hein na
Are nahi nahi Mein to hun aaram se
Mujhe to yeh lagata hein tum gayi kaam seGuzare jo lamhe tumhare bagair
Wo har lamha guzara yun hi bewajeh
Guzare jo lamhe tumhare bagair
Wo har lamha guzara yun hi bewajeh
Kyun ab dil yeh dhundhe tumhe har jageh
Sach bolo tumhe hua hein
Ilm kya kal shaam se
Mujhe to yeh lagata hein tum gayi kaam se
Mein humrah teri khayalon mein hun
Magar chahati hun yeh saugat dun
Mein humrah teri khayalon mein hun
Magar chahati hun yeh saugat dun
Mein humsaya bankar tera saath dun
Uff socha tune chhedli
Hawaayein phir mere naam se
Mujhe to yeh lagata hein tum gaye kaam se.
No comments yet