Kuch Toh Hua Hai | Singham Returns | Ankit Tiwari, Tulsi Kumar

Lyrics By No Information

Raaton ko apni palkon se
Khwaab sajaane do (khwaab sajane do)
Phir khaabon ko aankhon se
Nind churaane do…

Khaamoshiyan rakhti hai
Apni bhi ek zubaan
Khamoshi ko chupke se sab keh jaane do

Kuch to huaa hai (ye kya huaa)
Jo na pataa hai (ye jo huaa)
Kuch toh huaa hai (samjho kuch samjho na..)

Jo kadam kadam chalu
Tujhe hi tay karun mein
Saansein bankar tujhe odh lu
Tu khayaal sa mila hai
Jisko gin sakun mein
Aadaton mein tujhe jod lu

Tujhse roshan raatein saari
Tujhpe hi khatam baatein saari
Khaamoshiyan rakhti hai
Apni bhi ek zubaan
Khamoshi ko chupke se sab keh jaane do
Kuch toh huaa hai (ye kya huaa)
Jo na pataa hai (ye jo huaa)
Kuch toh huaa hai (samjho kuch samjho na..)

Tujhe ek baar pyaar se jo chhu sakun mein
Waqt ko phir wahin rok du
Phir dil machal ke gar hadon ko bhul jaaye
Dhadkano ka safar chhod du

Tune di hai saari khushiyan
Tu hai toh hai meri duiya
Khaamoshiyan rakhti hai
Apni bhi ek zubaan
Khamoshi ko chupke se sab keh jaane do
Kuch toh huaaa hai (ye kya huaa)
Jo na pataa hai (ye jo huaa)
Kuch toh huaa hai (samjho kuch samjho na..)

kch

 

 

Comments

comments!

Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *