Sanam Teri Kasam – Main Teri Yaadon Mein Lyrics | Arijit Singh

Lyrics By No Information

Main teri yaadon mein khoyaa
Main teri yaadon mein uljhaa
Main teri yaadon mein khoyaa
Main teri yaadon mein uljhaa..

Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main, main na rahaa
Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main, main na rahaa..

Shaam-o-seher kaise
Lagte zeher jaise
Tere bagair aise o…
Socha nahin kaise
Hoon darbadar jaise
Hogi basar aise o..

Khamoshiyan hai khata meri
Tanhaiyan hai sazaa meri
Samjha rahi hain ye dooriyan
Teri meri nazdeekiyaan..

Haan teri yaadon ke gham hain
Hai teri yaadon ki khushiyan
Haan teri yaadon ke gham hain
Hai teri yaadon ki khushiyan..

Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha..

Sabko khabar hai ye
Meri seher hai tu
Kya bekhabar hai tu o..
Itni zara si toh
Haan hai tujhe kehni
Kehde nazar se tu o..

Kya itni hai majbooriyan
Kyun itni naa manzooriyan
Ik mukhtasar si baat hai
Phir zindagi bhar ka saath haii..

Main teri yaadon mein jaaga
Main teri yaadon mein soya
Main teri yaadon mein jaaga
Main teri yaadon mein soya..

Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha..

ONE DREAM

Comments

comments!


Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *