Saala Khadoos – Dhuaan Hai Dhuaan Zindagi Lyrics | Kalyani Nair

Lyrics By No Information

Dhuaan hai dhuaan zindagi
Ik khwab jal gaya
Taara jo chamka tha kal
Andheron mein ghul gaya..

Raat andheri andheri rahi
Ik subah mili thi kahin kho gayi
Baat adhuri adhuri rahi
Main jahaan se chali thi
Wahin hoon khadi..

Kya gazab ka ye khel khela
Waqt ye kya kar gaya
Khwaab banke aaya tha tu
Yaad banke reh gaya..

Inn andheri galiyon ka ab
Dikhta naa koi sira
Toot ke tu gir gaya
Ik tu sitaara tha mera
Roshni murjha gayi
Umeedein khumla gayi..

Raat andheri andheri rahin
Ik subah mili thi kahin kho gayi
Baat adhuri adhuri rahi
Main jahaan se chali thi
Wahin hoon khadi..

Kya gazab ka khel khela
Waqt ye kya kar gaya
Khwaab banke aaya tha tu
Yaad banke reh gaya..

ONE DREAM

Comments

comments!


Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *