Namak Paare | Raja Natwarlal | Mamta Sharma, Anupam Amod

Lyrics By No Information

Nau baje ka tha wadaa
Bhulaya tune wo nibhaya na aadha
Haaye nau baje ka tha wadaa
Bulata hai ye dil nigaahon se zyada
Seene mein saansein hein bhaari-bhaari
Tera nasha saa hai yaara taari
Tann mein hein jaise angaare

Teri raahein dekhe mere honthon ke
Namak pare.. Namak pare
Teri raahein dekhe mere honthon ke
Namak pare.. Namak pare

Honth se salvatein, raat se karwatein
Kyun bhala na mite, kya jaane koi
Mein se tu jod de, chudiyan tod de
Kaam ko chhod de to maane koi
Aankhon se baahon mein aa jaaye tu
Thaamungi aise ki naa jaaye tu
Badle mein le loongi yun hi saare

Teri raahein dekhe mere honthon ke
Namak pare.. Namak pare
Teri raahein dekhe mere honthon ke
Namak pare.. Namak pare

Hosh hai laapata, paas aa na sataa
Mujhko tu ho ataa, ye maangu duaa
Raat ka daur ho, pyaar pe gaur ho
Aur ho, aur ho, wo jo na huaa

Haathon se apne hi nikli hun mein
Thodi si masti hun pagli hun mein
Jo bhi hai mera woh tera re

Teri raahein dekhe mere honthon ke
Namak pare.. e e..
Teri raahein dekhe mere honthon ke
Namak pare…

nk

 

 

Comments

comments!

Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *