Bhagwan Hai Kahan Re Tu | PK | Sonu Nigam
Lyrics By No Information
Hei suna ye poori dharti tu chalata hei
Meri bhi sun le araj mujhe ghar bulata hei
Bhagwan hei kahan re tu
Hey Khuda hei kahan re tu
Hei suna tu bhatke mann ko raah dikhata hei
Mai bhi khoya hun mujhe ghar bulata hei
Bhagwan hei kahan re tu
Hey Khuda hei kahan re tu
Aa…
Mai pooja karun ya namajein padhun
Ardaasein karun din rain
Na tu Mandir mile, na tu Girje mile
Tujhe dhuundein thake mere naiin
Tujhe dhuundein thake mere naiin
Tujhe dhuundein thake mere naiin
Jo bhi rasmein hein wo saari mai nibhaata hun
In karodon ki tarah mai sar jhukata hun
Bhagwan hei kahan re tu
Aye Khuda hei kahan re tu
Tere naam kayi, tere chehre kayi
Tujhe paane ki raahein kayi
Har raah chalaa par tu na mila
Tu kya chaahe mai samjhaa nahin
Tu kya chaahe mai samjhaa nahin
Tu kya chaahe mai samjhaa nahin
Soche bin samjhe jatan karta hi jaata hun
Teri zid sar aankhon par rakh ke nibhaata hun
Bhagwan hei kahan re tu
Aye Khuda hei kahan re tu
Hei suna ye poori dharti tu chalata hei
Meri bhi sun le araj mujhe ghar bulata hei
Bhagwan hei kahan re tu
Hey Khuda hei kahan re tu
Bhagwan hei kahan re tu
Hey Khuda hei kahan re tu..
No comments yet