Alif Se Lyrics | Mr. X | Ankit Tiwari, Neeti Mohan

Lyrics By No Information

In dino meri ab sanson me ho raha kharch tu
Kar yakeen meri an jeene ki ban gaya shart tu
Alif se par tu yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu
Alif se par tu yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu

Dekh le mere alfaazon se tu
Boond boond girta rehta hai
Sun zara awaazon ke tu
Saath saath behta rehta hai
Tu khudko dekh na paaye jahaan
Main woh jagah hun
Main teri dhadkano ki gintiyon ki bhi wajah hun
Main teri dhup mein roshan hua qatra hun koi
Na jiske peeche koi raat ho
Main woh subah hun
Tu woh subah hai

Alif se aipar tu yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu
Alif se par tu yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu

Dekh le meri inn aankhon mein tu
Khwaab se milta-julta hai
Sach hai ye har jagah nendon pe tu
Roz roz ugta rehta hai

Main khud se hi juda
Khud se ya khud main dhuaan hun
Ki main hi ab nahi mujh mein
Bata ki main kahaan hun
Main tere khwabon ke behte kinaro pe khada hun
Tu mud ke dekh le main tera hi nishaan hun
Tu hi nishaan hai o…

Alif se aipar tu yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu
Alif se aipar tu yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu

Alif Se

Comments

comments!


Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *