Main Rahoon Ya Na Rahoon Lyrics – Emraan Hashmi, Esha Gupta | Armaan Malik

Lyrics By Armaan Malik

Main rahoon ya na rahoon
Tum mujh mein kahin baaki rehna
Mujhe neend aaye jo aakhiri
Tum khwabon mein aate rehna..

Bas itna hai tumse kehna (x4)..

Main rahoon ya na rahoon
Tum mujhme kahin baaki rehna..

Kisi roz baarish jo aaye
Samajh lena boondon mein main hoon
Subah dhoop tumko sataaye
Samajh lena kirno mein main hoon (x2)..

Kuch kahun ya na kahun
Tum mujhko sata sunte rehna..

Bas itna hai tumse kehna (x4)..

Hazaar baar socha, keh doon
ki friend nahi meri girlfriend hai tu
Par sapne toot jaane ka darr
Kabhi dil se gaya hi nahi..

Hawaaon mein lipta hua main
Guzar jaaunga tumko chhu ke
Agar mann ho to rok lena
Thehar jaunga in labon pe (x2)..

Main dikhu ya na dikhu
Tum mujhko mehsoos karna..

Bas itna hai tumse kehna (x4)

Hmm..

Bas itna hai tumse kehna (x4)..

Main rahun ya na rahun
Tum mujh mein kahin baaki rehna..

ONE DREAM

Comments

comments!


Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *