Mawali Qawwali | Lekar Hum Deewana Dil – AR Rahman | Raghav Mathur, Tanvi Shah

Lyrics By No Information

Mawali.. qawwalii
Pintak piya sajni bawali
Mawali.. qawwalii
Pintak piya sajni mawaliChhappan chhuri, Chhattisgarhi
Ankhiyan teri, naxalwaadi
Hum bhi Majnu ke avatar hein
Tere jodi-dar hein
Dekh le, dekh le karke yaari
Teri hirni si raftaar hei
Maana dhauandhaar hei
Jaan le, jaan le gori
Hum bhi cheete hein shikari

Mawali.. hmm qawwalii..
Tu phuljhadi.. aur main Diwali
Mawali.. hmm qawwalii..
Makhmal badan, baatein rumaali

Ho…
ho ho re chhamiyan
ho ho re chhamiyan
ho ho re chhamiyan re
Cheer jigra, kyun julamiya ho…
Mawali.. hmm qawwalii..
Pintak piya sajni bawali

Mawali qawali
Pintak piya sajni mawali
Mawali qawali
Pintak piya sajni mawali

Ho… Maiyaa Maiyaa…
Ho… Maiyaa Maiyaa…
Ho..

kw

 

 

Comments

comments!

Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *