Maaloom | Lekar Hum Deewana Dil – AR Rahman | Hriday Gattani, Jonita Gandhi

Lyrics By No Information

u u.. u u..

Paisa vaisa kya pata
Kaun kaisa kya pata
Zinda hun aaj main
Iss se zyada kya pata

Mera toh zamaane se
Lena dena hi nahin
Yaara gustakhi maaf
Itna hi maalum..
Jispe bhi tu sath ho
Bas itna hi maalum
Yaqeen hai wahin hai
Meri Manziil ka raasta..
Meri Manziil ka raasta..

Uoh uh uh…
Meri Manziil ka raasta..
Meri Manziil ka raasta..

Uoh uh uh…
Taare kaise bhala
Hain todte kya pata
Taare mil bhi gaye toh
Tu karegi bhi kya

Main gair maamuli kartab dikha karke
Saabit karun bol kya ?
Kya hai tu mere liye seedhe saade se
Lafzon mein sun le zara

ha ha ha…
la la la aa…

Kasmein kya pata
Reet rasmein kya pata
Sachche pyaar ki
Kismein-vismein kya pata

Mera toh zamaane se
Lena dena hi nahin
Yaara gustakhi maaf
Itna hi malum..
Jispe bhi tu sath ho
Bas itna hi maalum
Yaqeen hai wahin hai
Meri Manziil ka raasta..
Manziil ka raasta..

maloom

 

 

Comments

comments!

Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *