Allah Tala | Kahin Hai Mera Pyar | Kailash Kher

Lyrics By No Information

Main ek farishta jannat ka rehane wala
Udone ki ijaat meri kyun jannat se nikala
Udone ki ijaat meri kyun jannat se nikala
Allaah taala bol Allaah taala
Allaah taala bol Allaah taalaJo phal khana thaa mana usi
Ke khane ko uksaya
Kauaa se sohbat karne ka
Kisne armaan jagaya
Majboor milan ko
Unhein kisne kar dala
Allaah taala bol Allaah taala

Aadam ki masla dhuli huyi
Aur bas gayi duniya saari
Jannat ne unko phoolo ki hain
Kitani badi phool waali
Maala se maala bani maala se maala
Allaah taala samaj Allaah taala

Mitti ke insaan banaye
Phir un mein dil dhadkaaye
Dil mein khwaish jaagi
Khwaaish ne sab zulm karaye
Khud ko na sambhala gaya
Khud ko na sambhala
Allaah taala samaj Allaah taala
Paagal pan ki haalat mein
Khud pe kaabu ko nirakhta hai
Deewana phir bhi deewana hai
Woh kuchh bhi kar sakata
Nas nas mein jwala jale nas nas mein jwala
Allaah taala are Allaah taala

Hatho se hotho tak aate
Jab jaam phisal jaata hain
Tab dil vaishi ho jaata hain
Aur khoon ubal jaata hain
Tab dil vaishi ho jaata hain
Aur khoon ubal jaata hain
Ekaadhi pyaara shrimane ekaadhi pyaara
Allaah taala soch Allaah taala

Shaitan tera dushman hain
Uss par tera bas nahi chalta
Woh deeya bujha kar kuchh hota
Jo tufaano mein jalta
Ab main zaalim ho jaaun to
Tu mujh par zulm na dhaa na
Tere hi kuch intqaam mere pichhe mat aana
Nahi sunane waala
Main kuchh nahi sunane waala
Allaah taala bol Allaah taala
Allaah taala bol Allaah taala.

222

Comments

comments!

Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *