Main Mushtanda | Kaanchi: The Unbreakable | Aishwarya Majmudar, Mika Singh

Lyrics By No Information

Ho…
Here we go..Tu mushtanda..
Tu mushtanda, tu sexy
Tu chalti phirti taxi
Idhar nigaahein..udhar nishana..
Na rukne wali taxi

Mein beparwah mushtanda hun
Kaali kartuto ka fanda hun
Pariyon ke beech mein sutte kheench ke
Daaru ke nashe mein nanga hun
Mein beparwah mushtanda hun
Ha ha ha…

Mere mann mein corruption..ahaan
Mere tann mein seduction..o hoy
Sab ko iski hai tension
Par apni ye intention
Shot lagaao, dhuaan udaao
Bagal mein rakho marie
Arey bhaad mein jaaye harry
Tu mushtanda
Tu hai gunda, par munda hai tu sexy
Tu chalti phirti taxi

Yeah! Legal-vegal nahi aata
Karta hun jo mann ko bhaata
Apne mann mein sab kuch illeagal bhi hai legal
Ishq karun ya mushq karun, arey tanne kya
Arey lust karun ya love karun, abey tanne kya
Baawli buch
Cheat karun ya rob karun, abey tanne kya
Moral ya immoral, arey tanne kya…

Chak de fatte beta
Mein sabse bada abhineta
Arey bhaad mein jaaye neta

Tu mushtanda
Tu hai gunda, par munda hai tu sexy
Tu chalti phirti taxi

Mein beparwah, mein beparwah
Mein beparwah mushtanda hun
Kaali kartuto ka fanda hun
Pariyon ke beech mein
Sutte kheench ke
Daaru ke nashe mein nanga hun
Bada badmash mein banda hun
Bambay ka raja mein ganda hun
Khel ka kutta purana hun
Mein tabhi toh ab tak zinda hun

Tere mann mein corruption..ahaan
Tere tann mein seduction..oy hoy

Mere mann mein corruption
Mere tann mein seduction
Mmm..mein mushtanda
Mein hun gunda
Par munda hun mein sexy
Na rukne waali taxi.

236

Comments

comments!

Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *