Arziyaan | Jigariyaa | Vikrant Bhartiya, Aishwarya Majmudar

Lyrics By No Information

Aa…

Mill jaao tum mill jaaye duniya
Aur na kuch chaahun mai
Tu hi toh sab kuch mera
Aur na kuch jaanu mai

Dil ki sadaa..
Sunle zara bekhabar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan

Arjiyaan, arjiyaan..
Sunle dil ki arjiyaan (x4)

Meri sab raahein hai tu
Chaahe jo bhi mai chunu
Mere sang sang bas chale tu
Jo bhi sapne mai bunu.. (x2)

Pyaar tera hai bekhabar, besabar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan

Arjiyaan, arziyan..
Sunle dil ki arjiyaan (x4)

Tera hi ab ho gaya mai
Hoke tumse rubaru
Mai nahin hun mere khud mein
Tu hi tu hai chaar su.. (x2)
(chaar su: chaaro disha)
Dil ka mere tere bina na basar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan

Arjiyaan, arjiyaan..
Sun le dil ki arjiyaan (x4)

Mill jaao toh mill jaaye duniya
Aur na kuchh chaahun mai
Tu hi tu sab kuch mera
Aur na kuchh jaanu mai
Dil ki sadaa..
Sunle zaraa bekhabar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan

Arjiyaan, arjiyaan..
Sunle dil ki arjiyaan (x4)

Jigariyaa

 

 

Comments

comments!

Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *