Raat Bhar | Heropanti | Arijit Singh, Shreya Ghoshal

Lyrics By No Information

Aa raat bher..aa raat bher..
Jaayein na ghar..jaayein na ghar..Aa raat bher..aa raat bher..
Jaayein na ghar..jaayein na ghar..
Hai saath tu..kya hai fikar
Jaayein na ghar..aa raat bher

Jaayein jahaan jahaan jahaan dil kare
Jaane kahaan kahaan kahaan phir mile
Iss raat mein beete umar, saari umar
Aa raat bher..aa raat bher..
Jaayein na ghar..jaayein na ghar..

Raat mujhe kyun jaane lage new
Kehate hain khud ko badalde tu
Ho raat mujhe kyun jaane lage new
Kehate hain khud ko badalde tu
Chaand ko chakhle taaron ko peele
Aaja na thoda saa jeele tu

To chal chale gire pade uthe udde
Aa tujhko laga doon mere par
Iss raat mein beete umar, saari umar
Aa raat bher..aa raat bher
Aa raat bher..aa raat bher
Jaayein na ghar.. Jaayein na ghar
Aa raat bher..aa raat bher..

Namkeeniyan hain, nazdikiyaan hain
Rang hi rang hai nazaaron mein
Haan namkeeniyan hain, nazdikiyaan hain
Rang hi rang hai nazaaron mein
Hansne lagi hun, phansne lagi hun
Armaan dil mein hazaaron hain

Toh paar de sabhi hadein
Gale lage kabhi nahi hone de sehar
Iss raat mein beete umar, saari umar
Aa raat bher..aa raat bher
Jaayein na ghar..aa raat bher..

Aa raat bher..aa raat bher..
Jaayein na ghar..jaayein na ghar..

57

 

 

Comments

comments!

Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *