Ishq Khuda | Heartless | Khurram Iqbal

Lyrics By No Information

Ishk mehar hei rab ki
Ishk razaa hei sabki
Ishk duaa hei lab ki yaaraIshk likha hei sabne
Ishk padha hei sabne
Ishk kiya hei sabne yaaraVe koi na Ishk da matlab samjha
Ve koi na Ishk da matlab samjha
Ve koi na Ishk da matlab samjha

Kyun na karun mein bandagi..
Kyun na karun mein bandagi
Yaara ve..yaara ve….

Hei Ishk khuda, ab samjha
Ve koi na Ishk da matlab samjha

Jaane huaa kya-kya batlaaun
Dekhun jahaan tujhko hi paaun
Tere bina kahin aaye na qaraar
Har pal tere khwaab bunun mein
Tu jo kahe naa woh bhi sunun mein
Teri lagan aisi laagi mujhe yaar

Kehti hei dil ki lagi..
Kyun na karun mein bandage

Yaara ve..yaara ve….
Hei Ishk khuda, ab samjha
Ve koi na Ishk da matlab samjha

Mein kuch aise tera huaa hun
Tere sivaa sab bhul gaya hun
Yun hi sadaa mein to chaahun tera sath
Tu hei jahaan bas ab hun wahin mein
Tere bina to kuch bhi nahi mein
Jaane bhi ya nahin jaane tu yeh baat
Tu hi hei meri zindagi…
Kyun na karun mein bandage

Yaara ve..yaara ve..
Hei Ishk khuda, ab samjhaa
Ve koi naa Ishk da matlab samjha

Ishk mehar hei rab ki
Ishk razaa hei sabki
Ishk duaa hei lab ki yaara…

Ishk likha hei sabne
Ishk padha hei sabne
Ishk kiya hei sabne yaara…

183

Comments

comments!

Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *