Hamari Adhuri Kahani (Title Song) | Hamari Adhuri Kahani | Arijit Singh
Lyrics By No Information
Paas aaye..
Duriyaan phir bhi kam na hui
Ek adhuri si hamari kahani rahi
Aasmaan ko zameen, ye zaruri nahi
Jaan le.. jaan le..
Ishq saccha wahi
Jisko milti nahi manzilein, manzilein..
Rang thhe, nur tha
Jab karib tu tha
Ek jannat sa tha, yeh jahaan
Waqt ki ret pe kuch mere naam sa
Likh ke chod gaya tu kahaan
Hamari adhuri kahani
Humaari adhuri kahaani..
No comments yet