Saaiyaan | Gunday | Shahid Mallya

Lyrics By No Information

Kal Meera tadpi Kaanha ko
Sab laaj samaaj ganwaai re
Ab prem mein tadpan tarsan ki
Hai baari Kaanha ki aayi reMori jaan gayi (mori jaan gayi)
O.. tora khel hua (tora khel hua)
Mujh se mai ruutha
Mujh mein mai tuuta..O.. mujh se mai ruutha
Mujh mein mai tuuta
Mujhko maie ishq wafaa mein
Khud hi hai luuta (khud hi hai luuta..)Lut-lut ke.. lut-lut ke..
Jeena hai marna baanke yaar binaSaiyaan.. hun mai ki karaan
Saiyaan.. jee laan ya maraan
Saiyaan.. Rab mujhse khafaa
Saiyaan.. (x2)

Mujh se mai ruutha
Mujh mein mai tuuta
Mujhko maie ishq wafaa mein
Khud hi hai luuta
Lut-lut ke.. lut-lut ke..
Jeena hai marna baanke yaar bina

Saiyaan.. hunn mai kee karaan
Saiyaan.. jee laan ya maraan
Saiyaan.. Rab mujhse khafa
Saiyaan.. (x2)

Ho.. sapnon ke sheeshe tuute
Dukh ki daraar se
Chaah ke bhi nikle na mann majhdhar se
Koi bhi na bole aur koi bhi bulaaye na
Phir bhi aawaazein sune baadlon ke paar se
Rus-rus ke.. rus-rus ke..
Mann se mann jaana khud hi yaar bina

Saiyaan.. hunn mai kee karaan
Saiyaan.. jee laa ya maraan
Saiyaan.. Rab mujhse khafa
Saiyaan.. (x2)

saiyaan

 

Comments

comments!

Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *