Jaaneman Aah Lyrics
Teri ammi meri mummy
Tere abbu mere daddy
Teri mausi meri khala
Tera brother mera saala
Ishq mein sare ilzaam hain sache
Maine soch liye hain jo naam hain ache
Do saal mein honge tere bache mere bache
Jaaneman aah jaaneman aah
Gale lagja jaaneman aah
Jaaneman aah Jaaneman aah
Gale lagja Jaaneman aah aah aah
Haan main toh har sham tera wait karungi
Tujhe picture ke liye late karungi
Iss tarah sari umar date karungi
Meri jaan teh hai ye hi kiya kiya kiya kiya
Yaaron ki partyon ko chod aaunga
Meri har ex ka dil todh aaunga
Teri kurti ke button jodh launga
Meri jaan teh maine bhi kiya kiya kiya kiya
Ek do baki ab kaam hain ache
Chal tu bhi soch le jo naam hain ache
Do saal mein honge tere bache mere bache
Jaaneman aah jaaneman aah
Gale lagja jaaneman aah
Jaaneman aah Jaaneman aah
Gale lagja Jaaneman aah..a..a..aah
No comments yet