Kya Hoga | Dedh Ishqiya | Master Saleem, Shahid Mallya

Lyrics By No Information

Dil ka diya, shab bhar jala..
Tere liye o piya..
Jaate hue jate hue
Kahke gaya kahke gaya
Pyaar didaar didaar..Dil to diya hai, jaan bhi dede
Aur nazrana kya hoga..
Kya hoga, kya hoga]
Nau ko chhu ke laut aaya jo..
Wo parwaana kya hoga..
Nau ko chhu ke laut aaya jo..
Wo parwaana kya hoga..

Kya hoga, kya hoga, kya hoga..
Kya kya ji, kya kya ji, kya hoga..
Kya hoga, kya hoga, kya hoga..
Kya kya ji, kya kya ji, kya hoga..

Sir pe falak hai, falak pe sitare
Aji humne to dekhe hain aankhon mein sare..
O palkon jhukane se kya hoga..
O palkon jhukane se kya hoga..

Kya hoga, kya hoga, kya hoga..
Kya kya ji, kya kya ji, kya hoga..
Kya hoga, kya hoga, kya hoga..
Kya kya ji, kya kya ji, kya hoga..
Dil ka diya, shab bhar jala..
Tere liye o piya..

Kya kya bataayein ke kin kin zamaanon mein
Dekhna hai humne tumhe
O piya, ji piya..
Rumani mausam ki sab daastaanon mein
Dekha hai humne tumhe
O piya, ji piya..

O piya, ji piya..
More piya ji, more piya ji..
More piya ji, piya ji piya ji piya ji piya..
Piya ji, piya ji, more piya..
More piya ji, piya ji piya ji piya ji piya..
Piya ji, piya ji, more piya..

Jaana tu baarish ki aawaz mein..
Kabhi chhaon ke andaaz mein..
Kabhi udti hui dhup mein..
Kabhi khushbu ki badmaaz mein..

Udte guzarte jo nadiya ne dekha..
Pani pe parchhayi sahla ke dekha..
Ho katra ke ab humse kya hofga..
Katra ke ab humse kya hoga..
Kya hoga, kya hoga, kya hoga
Kya kya ji, kya kya ji, kya hoga..
Kya hoga, kya hoga, kya hoga
Kya kya ji, kya kya ji, kya hoga..

Ai zindagi uspe waar ke aaye..
Sare ehsaan utaar ke aaye..
Humne taare utaare the lekin
Usne to aasmaan lut liya..

Lut liya bhaai, lut liya bhaai
Lut liya bhaai, lut liya bhaai, lut liya..
Lut liya bhaai, lut liya bhaai
Lut liya bhaai, lut liya bhaai, lut liya..

Parda uthayi ke, ghungat giraayi ke
Parda uthayi ke, ghungat giraayi ke
Chain hamara lut liya..

Lut liya bhaai, lut liya bhaai, lut liya..
Lut liya bhaai, lut liya bhaai, lut liya..
Nazar uthayi aur..
Nazar uthayi aur, palkein gira ke lut liya..
Nazar uthayi aur, palkein gira ke lut liya..
Salaam-e-shauk ne kuchh is tarah se lut liya..

Lut liya bhaai, lut liya bhaai, lut liya..
Lut liya bhaai, lut liya bhaai, lut liya..
Na jaane khun hua..
Na jane khun hua, kitni aarzuon ka..
Na jane khun hua, kitni aarzuon ka..

Labon mein paan ki surkhi laga ke lut liya..
Lut liya bhaai, lut liya bhaai, lut liya..
Lut liya bhaai, lut liya bhaai, lut liya..

Wafa se luta kabhi kabhi
Aur kabhi daga se lut liya
Wafa se luta kabhi kabhi
Aur kabhi daga se lut liya
Sitam sitam hai, sitam sitam hai..
Sitam sita sitam, her ada pe lut liya..

Lut liya bhaai, lut liya bhaai, lut liya..
Lut liya bhaai, lut liya bhaai, lut liya..

216

Comments

comments!

Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *