Gulcharrey | Bewakoofiyaan | Aditi Singh Sharma, Benny Dayal

Lyrics By No Information

Hey
Fikaron ki punchon pe hei
Patakhon ki ladi
Fitrat patang jaisi
Aawara hei badhiHum mei toh hi hei bacchu
Aukat ainth ki
Pango se pange le lein
Dikhayein hekdiSaare chichoron ko
Hum hi sikhate hein
Aishon ki kunji, likhate padhate
Noton ki baarish hei
Sikke phuwaare hein
Bheega hei saara jahaan…

Jebon mei bharey gulchharrey
Raheese kare gulchharrey
Show shaa se bhare gulchharrey
Tadi se udhe gulchharrey
Udhe gulchharrey

Hey
Sapno ke poster waah bhei
Din main bhi dikhte hein
Satrangi packeton mei
Market mei bikte hein
Apna bas chale toh hum
Bhari sea fail pe
Chanda taare na chode
Woh bhi khaarid le
Betuki baaton ki
Tuk hum bana lenge
Hum toh ji ghum ki bhi
Khilli udha lenge
Hum na akele hein
Apni yeh saazish mei
Shaamil hei saara jahaan…

Jebon mei bharey gulchharrey
Raheese kare gulchharrey
Show shaa se bhare gulchharrey
Tadi se udhe gulchharrey
Udhe gulchharrey

Kal ki hum abhi soche kyun
Jeene ko yeh pal kaafi hei
Jo din hei humne dekha nahi
Uspe hum kyun bharosa karein..

Sabhi ko chodo,
Sab chutki main milta hei
Noodle ke jaise,
Sab minton mei pakta hei
Dum bhar ki khushiyaan hei
Pal bhar mei milti hein
Maang ke dekho zaraa…

Jebon mei bharey gulchharrey
Raheesee kare gulchharrey
Show shaa se bhare gulchharrey
Tadi se udhe gulchharrey
Udhe gulchharrey.

15

 

 

Comments

comments!

Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *