Pehli Dafa Lyrics | Barkhaa | SONU NIGAM

Lyrics By No Information

Pehli dafa, hua hai ye kya
Main mujh mein nahin, huaa jaane kya
Pehli dafaa, hua hai ye kya
Main mujh mein nahin, huaa jaane kya
Aksar khayalon mein dil sochta
Tujhse hai shayad koi waasta
Phir se tu aaye rubaru

Khwahishein teri main karney laga
Khwahishon mein teri behney laga
Fida kya tujhpe main hone laga
Aaa.. mmm..
Pehli dafa, hua hai ye kya

Oas ki bundon mein aks tera
Saaya tera, chehra tera
Rang dhoop se bhi hai sunehara
Jispe thehra mann ye mera
Guzri hai chhu kar ke aarzu
Phir se tu aaye rubaru
Khwahishein teri main karne laga
Khwahishon mein teri behne laga
Fida kya tujhpe main hone laga
Aaa.. mmm..
Pehli dafa, hua hai ye kya

Ho… pariyon se bhi zyada hai tu haseen
Dilnasheen.. huaa yaqeen
Deewaron pe tune mere dil ki
Dastak di.. door se hi
Har pal teri hai justaju
Phir se tu aaye rubaro

Khwahishein teri main karne laga
Khwahishon mein teri behne laga
Fida kya tujhpe main hone laga
Aaa.. mmm..
Pehli dafa, hua hai ye kya

download

Comments

comments!


Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *