Samundar Lyrics By Babbu Maan

Lyrics By Babbu Maan

babbu maanSamundar Lyrics from Babbu Maan is a Hindi song that he has written, produced and very well sung all by himself.

Song : Samundar
Singer : Babbu Maan
Lyrics : Babbu Maan
Music : Babbu Maan

Samundar Lyrics

Tu toh kehta hai ke
Main ret ki tarah bikhar gaya ..,

Uska kya huwa
Jo samandar mein utar gaya ..,

Woh udata hai raha aur
Main bhi udta raha ..,

Kaat di dor bereham ne
Ke jab main shikhar gaya ,

Uska kya huwa jo samandar mein utar gaya ...

Tum ruko aya
Ye kehke nikla tha wo ..

Main usi waqt usi mod par sanam
Thehar gaya.

Uskaa kya hua
Jo samandar mein utar gaya ...

Baad dangon ke utha’ta tha woh laashon ko ..,

Wo bechara kal raat dange mein mar gaya.

Uska kya huwa jo samandar mein utar gaya
Utar gaya.

Maan ne yuhin ushaala tha
Khat hawaon mein ..,
Na jaane kaise be-reham teri shat pe gir gaya.

Uska kyaa huwa jo samundar mein utar gaya
Utar gaya.

 

samundar lyrics

Comments

comments!

Added by

ilyrics

SHARE

Comments are off this post