Baaghi – Agar Tu Hota Lyrics | Ankit Tiwari

Lyrics By No Information

Meri raahon mein pade
Tere pairon ke nishaan
Ne kaha, ne kaha

Teri saanson se judi
Meri saanson ki wafa
Ne kaha, ne kaha

Girte un aansuon mein
Kuch toh tujhsa lage hai
Inn ashqon mein main na khota

Agar tu hota toh, na rote hum (x4)

Paaon ko the mile zameen ki tarah
Aankhon mein kyun hue nami ki tarah
Dil ko tum kehte the khuda ka hai ghar
Chhod ke kyun gaye ajnabi ki tarah

Girte un aansuon mein
Kuch toh tujhsa lage hai
Inn ashqon mein main na khota

Agar tu hota toh, na rote hum (x4)

Bin tere dekhun main, zara sa lagun
Gham se hi aaj kal, bhara sa lagun
Chhod de saath na, zindagi meri
Soch ke baat ye, dara sa lagun

Girte un aansuon mein
Kuch toh tujhsa lage hai
Inn ashqon mein main na khota

Agar tu hota toh, na rote hum (x4)

ONE DREAM

Comments

comments!


Added by

ilyrics

SHARE