Apna Mujhe Tu Laga | 1920: Evil Returns | Sonu Nigam

Lyrics By No Information

Anjaane ho tum jo
Begane ho tum jo
Pehchane lagte ho kyu
Tum ghehri nindon mein
Jab soye soye ho
Toh mujh mein jaagte ho kyuJab tujh ko pata hai dil muskurata hai
Kya tujhse hai vasta
Kya tujh mein dhoondon mein
Kya tujhse chahu mein
Kya kya hai tujh mein mera

Jaanu na mein
Tujh mein mera
Hissa hai kya..
Par ajnabi

Apna mujhe tu laga

Jaanu na mein
Tujhse mera
Rishta hai kya..
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga

Tujhse taalluk jo nahi kuch mera
Kyu tu lage hai apana saa
Dekhu jo tujhko ik nazar jaaye bhar
Mujhme hai mera jo khala

Zindagi me khushi tere aane se hai
Warna jeene mein gham, har bahane se hai
Hai yeh alag baat hai hum mile aaj hai
Dil tujhe jaanata ik zamaane se hai

Jaanu na mein
Tujh mein mera
Hissa hai kya..
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga

Jaanu na mein
Tujhse mera
Rishta hai kya..
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga

Aankhon ne aankhon se kahi, dastaa..
Tumko bana ke rajuda..
Baahon mein jannat aa rahi, khushnumaa..
Tum jo hue ho mehraban..

Jism se jism ka
Kyu utaruf hua
Ho gaye hum sanam
Ruh tak asina

Aa ek zara jo chale
Do kadam saath mein
Mil gaya hai hume
Zindagi..ka pata

Jaanu na mein
Tujh mein mera
Hissa hai kya..
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga

Jaanu na mein
Tujhse mera
Rista hai kya..
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga

Anjaane ho tum jo
Begane ho tum jo
Pehchane lagte ho kyu
Tum ghehri nindon mein
Jab soye soye ho
Toh mujh mein jaagte ho kyu

Jab tujh ko pata hai dil muskurata hai
Kya tujhse hai vasta
Kya tujh mein dhoondon mein
Kya tujhse chahu mein
Kya kya hai tujh mein mera

Jaanu na mein
Tujh mein mera
Hissa hai kya..
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga

Jaanu na mein
Tujhse mera
Rishta hai kya..
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga.

1920-Evil-Returns-poster

Comments

comments!

Added by

ilyrics

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *